Wednesday 17 July 2013

saya

Saya se pyar hain tera
saya si pehcan uski
parchayi mein dhup ki kashish dhunda
parchayi ne bas teri dua kabul ki
dhup to ab tujhe mil gaya
dhup mein apni parchayi kaha kho baithi

No comments:

Post a Comment